Asman mein udtiho tum mere sath,
Chandse aage pakadkar mera hath,
Lafz bas itna chaahata bayankarne tumhare pass,
Rakhna hai tumko harwaqt apne dhadkano ke sath.
Jhar jhar jharatee jharana ke sath,
Bahana hai meri khusike aansoo tumhare pass,
Churake tumhari chhipahua aansoo rakhna hai mujhe apni sans.
Lafzon mein lena bas tera naam jab sataye sapane ki raat.
Rakhke teri godmein bitana hai din aur raat,
Reshamsi hai tu komal nirmal, Kaat deti hai gardan,mere dusman ka kal.
Sikhaati tu rehna hai sabke sath.
Padhai to ek bahana hai,
Tujhe khuskarke apne sapanoko jina hai.
O, mere maa tu rehna harwaqt sath,
Teri palloo mein chipake jitade mujhe is jibanse, rakhke tere sath.
Comments
Post a Comment